Roman script

yaad piya ki aaye, yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

dukh saha na jaye ran haye ram

yaad piya ki aaye

bairi koyliya kuk sunaye re ram

bairi koyliya kuk sunaye ram

bairi koyliya kuk

kuk sunaye ram

kuk sunaye, kuk sunaye, kuk sunaye

bairi koyliya haye kuk sunaye

mujh birhan ka jiyara jalaye

pi bin raha na jaye ram haye ram

yaad piya ki aaye, haye ram

yaad piya ki aaye

baali umariya suni re sejariya re

baali umariya, baali umariya

baali umariya baali

baali, baali umariya re

baali umariya, baali

baali umariya

hans mere sajariya re

baali umariya suni re sejariya

joban beeto jaye ram haye ram

yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye

ye dukh saha na jaye ram haye ram

yaad piya ki aaye haye ram

yaad piya ki aaye

Explore this song