Roman script

chudi jo khanki hatho me 
chudi jo khanki hatho me 
yaad piya ki aane lagi bhigi bhigi rato me 
yaad piya ki aane lagi 
thandi thandi pawan chali
tan man me haye aag lagi
tere pyar ki chingari
ang ang me haye mere jali
rimjhim si barsato me 
rimjhim si barsato me 
yaad piya ki aane lagi bhigi bhigi rato me 
abke baras haay ye sawan 
jaan na meri le jaye
dhak dhak mora jiya kare
tan se chunar jab ud jaye
bole jo koyal bago me 
bole jo koyal bago me
yaad piya ki aane lagi 
chudi jo khanki
lyrics typed by :pournima gujar

Song details

Song video

Watch on YouTube