Roman script

yaad mujhko kaun aaya raat bhar 

yaad mujhko kaun aaya raat bhar 

o yaad mujhko kaun aaya raat bhar 

dil jala to, bujh na paaya raat bhar

ek jara si muskurahat ka asar

ek jara si muskurahat ka asar

chain khoya, dil gawaya raat bhar 

yaad mujhko kaun aaya raat bhar

ye hawa chupke se aakar keh gayi

chandni chhat par akeli reh gayi

ye hawa chupke se aakar keh gayi

chandni chhat par akeli reh gayi

tumne kyu ye dil jalaya raat bhar

tumne kyu ye dil jalaya raat bhar

dil jala to, bujh na paaya raat bhar

yaad mujhko kaun aaya raat bhar

karwate, bechainiya leti rahi

naram palkein, nam meri hoti rahi

karwate, bechainiya leti rahi

naram palkein, nam meri hoti rahi

sona chaha, so na paaya raat bhar

sona chaha, so na paaya raat bhar

dil jala to, bujh na paaya raat bhar

yaad mujhko kaun aaya raat bhar

Explore this song