Roman script

yaad hai woh pehali mulakaat yaad hai

yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai

woh mahaki raate saari saugaate

bhigi meri aankho se aansu beh chale

kisse kuchh puraane mil gaye rone ke bahaane mil gaye 

mere tute dil me koyi khwahish na rahi

armaano ke sab raste soone pade

kyun dua bhi meri bani aaj bad dua

yeh ehsas chahat ke sabhi chubhne lage

kisse kuchh puraane mil gaye rone ke bahaane mil gaye 

kisse kuchh puraane mil gaye rone ke bahaane mil gaye 

tujhe bhulna bhi chahu toh na bhula saku

too hi bata tere bina kaise rahu

too jaane naa sanam gham maine kya saha

bikhre mere sapne jamin pe tut ke

kisse kuchh puraane mil gaye rone ke bahaane mil gaye 

kisse kuchh puraane mil gaye rone ke bahaane mil gaye 

yaad hai woh pehali mulakaat yaad hai

yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai

woh mahaki raate saari saugaate

bhigi meri aankho se aansu beh chale

kisse kuchh puraane mil gaye rone ke bahaane mil gaye 

kisse kuchh puraane mil gaye rone ke bahaane mil gaye 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song