Roman script

yaad aayi yaad aayi phir tumhaari yaad aayi 

yaad aayi yaad aayi phir tumhaari yaad aayi

aisa lagta hai mujhe to

aisa lagta hai mujhe to maar daalegi judaai

ye judaai ye judaai maar daalegi judaai

yaad aayi yaad aayi phir tumhaari yaad aayi

aa bhi jaao aa bhi jaao ishq de tumko sada

na akele reh sakogi bhoolke meri vafa

kuch nazar aaye nahi kuch nazar aaye nahi mujhko

aankhon mein bas tum ho chhaayi 

aankhon mein bas tum ho chhaayi

tum ho chhaayi tum ho chhaayi

aankhon mein bas tum ho chhaayi

yaad aayi yaad aayi phir tumhaari yaad aayi

tum nahi aate tumhaari yaad aati hai sanam

kya bataaoon kis tarah mujhko rulaati hai sanam

ab mujhe khaamoshiyon mein

ab mujhe khaamoshiyon mein

dhadkanein deti sunaayi dhadkanein deti sunaayi

dhadkanein deti sunaayi dhadkanein deti sunaayi

yaad aayi yaad aayi phir tumhaari yaad aayi

dooriyaan majbooriyaan hai haale dil kaise kahoon

tanha tanha bebasi ka dard main kaise sahoon

tum kaho to chhod  doon ho tum kaho to chhod  doon main

ek pal mein ye khudaai ek pal mein ye khudaai

ek pal mein ye khudaai chhod  doon main ye khudaai

yaad aayi yaad aayi phir tumhaari yaad aayi

aisa lagta hai mujhe to

aisa lagta hai mujhe to maar daalegi judaai

ye judaai ye judaai maar daalegi judaai

yaad aayi yaad aayi phir tumhaari yaad aayi

Explore this song