Roman script

yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

aisa lagta hai mujhe to

aisa lagta hai mujhe to maar dalegi judai

ye judai ye judai maar dalegi judai

yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

aa bhi jao aa bhi jao ishk de tumko sada

na akele me rah sakoge bhul ke meri wafa

kuch najar aaye nahi

kuch najar aaye na mujhko aankho me bas tum ho chai

aankho me bas tum ho chai tum ho chai tum ho chai

aankho me bas tum ho chai

yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

tum nahi aate tumhari yaad aati hai sanam

kya batau kis tarah mujhko rulati hai sanam

ab mujhe khamoshiyo me

ab mujhe khamoshiyo me

dhadkane deti sunai, dhadkane deti sunai

dhadkane deti sunai, dhadkane deti sunai

yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

duriya majburiya hai haal-e-dil kaise kahu

tanha tanha bebasi ka dard main kaise sahu

tum kaho to chhod  du

tum kaho to chhod  du main ek pal me yeh khudaai

ek pal me yeh khudaai 

ek pal me yeh khudaai chhod  du main yeh khudaai

yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

aisa lagta hai mujhe to

aisa lagta hai mujhe to maar dalegi judai

ye judai ye judai maar dalegi judai

yaad aayi yaad aayi fir tumhari yaad aayi

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song