Roman script

yaad aayega hame chhod  ke jane wala

yaad aayega hame chhod  ke jane wala

baat khuddari ki duniya ko sikhane wala

apni aajadi pe har shay ko lutane wala 

aaj duniya ko anmol nishani de kar ja raha hai

lo hume chhod  ke jane wala ja raha hai

lo hume chhod  ke jane wala ja raha hai

lo hume chhod  ke jane wala

usne chaha ke zami uska ye aagad rahe

par ek bhi dastan na jhukne paye

daam kitna bhi bhala kon lgaye

lekin apni mati ka koi rang na bikne paye

apni mati ka koi rang na bikne paye

yaad aayega hame chhod  ke jane wala

waqt ruksat ne harek se andhera chhaya

aisa lagta h ki suraj bhi kahi khoya hai

jo basulon pe jeeya uske gujar jaane pe

dost to dost hai dusman bhi bahut roya hai

dost to dost hai dusman bhi bahut roya hai

yaad aayega hame chhod  ke jane wala

yaad aayega hame chhod  ke jane wala

Explore this song