Roman script

yaad aa raha hai tera pyar

yaad aa raha hai tera pyar

kaha hum kaha tum, huye tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek bar

oo yaad aa raha hai tera pyar

kaha hum kaha tum, huye tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek bar

oo ho yaad aa raha hai tera pyar

yaro mai to yaha jita raha

sare gam dil ke bhula ke

de ke tumhe sari khushi maine

maine yaha kuch bhi to paya 

nahi sab kuch pake

mujhko mili kya zindagi

oo ho yaad aa raha hai tera pyar

kaha hum kaha tum, huye tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek bar

oo ho yaad aa raha hai tera pyar

aye dil mai wohi tu wohi 

wohi hai ye duniya ke mele 

bichhde wo din jane kaha

ruthe sab yaha jane kaha

rah gaye hum to akele

aawaj de kis ko yaha

oo ho yaad aa raha hai tera pyar

kaha hum kaha tum, huye tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek bar

oo ho yaad aa raha hai tera pyar

wada, wada raha sathi mere 

tere liye gata chala jau

tu mera dil tu meri jaa

jina, jina mera jina yahi 

tere liye zindagi lutau

tu jo nahi kya hai yaha

oo ho yaad aa raha hai tera pyar

kaha hum kaha tum, huye tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek bar

oo yaad aa raha hai tera pyar

Explore this song