Roman script

yaad aa raha hai tera pyaar

yaad aa raha hai tera pyaar

kaha hum kaha tum, hue tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek baar

yaad aa raha hai tera pyaar

kaha hum kaha tum, hue tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek baar

yaad aa raha hai tera pyaar

aye dil main wahi tu wahi

wahi hain yeh duniya ke mele

bichde woh din jaane kaha

roothe sab yaha jaane kaha

reh gaye hum toh akele

awaaz de kisko yaha

yaad aa raha hai tera pyaar

vaada vaada raha saathi mere 

tere liye gaata chala jau

tum mera dil, tum meri jaan

jeena jeena mere jeena yehi

tere liye zindagi lutau

tu jo nahi kya hai yaha

yaad aa raha hai tera pyaar

kaha hum kaha tum, hue tum kaha gum

aa bhi ja aa bhi ja ek baar

yaad aa raha hai tera pyaar

Explore this song