Roman script

ya khuda mera imtehan na le

ya khuda mera imtehan na le

ya khuda mera imtehan na le

kaise jeeta hoon ye bayan na le

ya khuda mera imtehan na le

ya khuda

badi mushkil se, bach ke aaya hun

badi mushkil se, bach ke aaya hun

zindagi phir kahin, pehchan na le

zindagi phir kahin, pehchan na le

ya khuda

meri duniya isi se zinda hain

meri duniya isi se zinda hain

jaan lele mera imaan na le

jaan lele mera imaan na le

ya khuda

maang lega kabhi kimat tujhse

maang lega kabhi kimat tujhse

bhulkar dost ka ehsaan na le

bhulkar dost ka ehsaan na le

kaise jeeta hun ye bayan na le

ya khuda mera Imtehan na le

ya khuda mera Imtehan na le

ya khuda

Explore this song