Roman script

ya mujhe afsare saha na banaya hota

ya mera taz gadaya na banaya hota

khak sari ke liye agar banaya tha mujhe

kash sange dare jana na banaya hota

nasha aye ishk ka jarf diya tha mujhko

umar ka tang na paymana banaya hota

roz mamura aye dunia me kharabi hai jafar

aisi basti se to virana banaya hota

ya mujhe afsare saha na banaya hota

ya mera taz gadaya na banaya hota

Explore this song