Roman script

ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le

jiske piche gum lage hai us khushi ko chin le

ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le

de nahi sakta agar aaram ka ek sans bhi

de nahi sakta agar aaram ka ek sans bhi

paw mere tod de aawargi ko chin le

ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le

jiske piche gum lage ho us khushi ko chin le

aankh me aasu kaha ro du jo apne hal par

aa gayi jo apne gum par us hasi ko chin le

ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le

jiske piche gum lage ho us khushi ko chin le

ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le

ya meri manjil bata ya jindagi ko chin le

Explore this song