Roman script

khola jab quran hafiz ne

to bismila kaha

jab suni tarif allah ki

subhan allah kaha

ahad me jab mila nime

mohammad to bana ahmad

kate sar ko uthaya aur ye kahne lage

sarmagar

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

naam tere saikdo jaat hai teri badi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

muajal ki sada allah hi allah

allah hi allah allah hi allah

ibadat ka maja allah hi allah

allah hi allah allah hi allah

allah hi allah 

hai wo sabka khuda allah hi allah

hai quran me likha allah hi allah

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

sandal ke junglo se hua jab mera gujar

sandal ke junglo se hua jab mera gujar

to mujhko madine ki hawa yaad aa gayi

to mujhko madine ki hawa yaad aa gayi

roka hai samander ko sahare pe ret ke

roka hai samander ko sahare pe ret ke

ye dekhte hi shame khuda yaad aa gayi

ye dekhte hi shame khuda yaad aa gayi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

naam tere saikdo jaat hai teri badi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

taabe me kailsa me aur hai dil insa me

taabe me kailsa me aur hai dil insa me

har shay me tu hai phir bhi dikhai nahi deta

har shay me tu hai phir bhi dikhai nahi deta

karte hai tera jikar parinde bhi adab se

karte hai tera jikar parinde bhi adab se

wo kaun hai jo teri duhai nahi deta

wo kaun hai jo teri duhai nahi deta

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

ya khuda ya nabi, ya khuda ya nabi

Explore this song