Roman script
tumko mere dil ne tumko mere dil ne pukara hai bade naj se apni awaz mila do apni awaz mila do meri awaz se tumko mere dil ne pukara hai bade naj se apni awaz mila do apni awaz mila do meri awaz se tumko mere dil ne mujhko pahli najar me laga hai yu mujhko pahli najar me laga hai yu sath sadiyo purana hai apna or sadiyo hi rahna padega tumko banke in aankho ka sapna yug yug ki kasme nibhake sanam is jag ki rasme nibhake sanam apni awaz mila do meri awaz se tumko mere dil ne pukara hai bade naj se apni awaz mila do meri awaz se tumko mere dil ne pyar ki in hasi vadiyo me pyar ki in hasi vadiyo me jhum ke yu hi milte rahenge jindagi ke suhane safar me humsafar banke chalte rahenge is dil ke armaa jagake sanam mujhko baho ki raho me lake sanam apni awaz mila do meri awaz se tumko mere dil ne pukara hai bade naj se apni awaz mila do meri awaz se tumko mere dil ne apni awaz mila do meri awaz se
Song details
- Singer: Kanchan
- Singer: Shailendra Singh
- Film / album: Rafoo Chakkar (1975)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Gulshan Bawra
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Neetu Singh
- Actor: Asrani
- Actor: Paintal
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Madan Puri
- Actor: Bhagwan
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Sulochana
- Actor: Mumtaz Begum
- Actor: K N Singh
- Actor: Jankidas
- Actor: Rajan Haksar
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Narendra Nath
- Actor: Viju Khote
- Actor: Lalita Kumari
- Actor: Shetty
- Actor: Faryal Manmohan
- Actor: Sapru
- Actor: Maruti
- Actor: Madhuri
Song video
singer: Kanchan, Shailendra Singh
actor: Rishi Kapoor, Neetu Singh