Roman script

vo aaye vo baithe vo aaye vo baithe

mujhko pyar se dekha aise bhawra kali ko dekhe jaise

ab ye baat kahu mai kaise maine kuch na kaha 

maine kuch na kaha vo aaye vo baithe

mera ang nazar se chhina 

mera thar thar kapa man thama 

mere mukhede pe lat bikhrayi

meri nas nas ne li angdai mai sharam se khul gayi aise

jalti dhup me sabnam jaise ab ye baat kahu mai kaise 

maine kuch na kaha maine kuch na kaha vo aaye vo baithe

aap ke dil me jo kuch hai kah dijiye na sharmate kyu hai

unko dekha to dekhti hi rah gayi

mai to sapno ko nadiya me bah gayi

jab mujhko gale se lagaya tab yaad mujhe ye aaya 

mai bhi kitani diwani kaisi kar baithi nadani

lekin dil ne baat na mani maine kuch na kaha 

maine kuch na kaha vo aaye vo baithe

vo aaye vo baithe mujhko pyar se dekha aise

bhawra kali ko dekhe jaise ab ye baat kahu mai kaise 

maine kuch na kaha maine kuch na kaha vo aaye vo baithe

Explore this song