Roman script

ye kah de hum insan nahi

ye man ja tu bhagwan nahi

ye kah de hum insan nahi

ye man ja tu bhagwan nahi

ye kah de hum insan nahi 

ye man ja tu bhagwan nahi

hum apni khushi se aaye nahi 

dunia me hume tu laye hai

hum apni khushi se aaye nahi 

dunia me hume tu laye hai

ye sach hai agar to fir hamse

kyu dur teri hi chaye hai

kya hum tere mehman nahi 

ye kah de hum insan nahi

ye man ja tu bhagwan nahi

ye gum ki dhup to di lekin

khusiyo ki kabhi barsat na di

ye gum ki dhup to di lekin

khusiyo ki kabhi barsat na di

jo chain ki nind me kat jati 

aisi to kabhi ek rat na di

kya apna koi arman nahi

ye kah de hum insan nahi

ye man ja tu bhagwan nahi

ghabra ke kabhi dil kahta hai

acha hai agar hum mar jaye

ghabrake kabhi dil kahta hai

acha hai agar hum mar jaye

marna bhi to tere hath me hai

ye kam bhi kaise kar jaye

jina bhi koi asan nahi

ye kah de hum insan nahi

ye man ja tu bhagwan nahi

ye kah de hum insan nahi

ye man ja tu bhagwan nahi

Explore this song