Roman script

tauba tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

yaha kayamttulla, waha hain shaamattulla 

saamne aafattulla 

jaau kaha main tauba tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba

chali jo main najro me maikhana le ke 

chali jo main najro me maikhana le ke 

masto ne roka ye avaaj de ke 

o sakiya ruk to jara 

bharta bhi ja sagar mera 

o sakiya ruk to jara 

bharta bhi ja sagar mera 

dilbara dilbara dilbara dilbara 

main to sharmai, main to ghabrai 

bhag ke chali aai tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

yaha kayamttulla, waha hain shaamattulla 

saamne aafattulla 

jaau kaha main tauba tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba

main hu samne mujhko pahchan bhi le 

main hu samne mujhko pahchan bhi le 

parde me kya hain tu ye jaan bhi le 

dhundhe jise teri najar, main hu wahi o bekhabar 

dhundhe jise teri najar, main hu wahi o bekhabar 

marhawa marhawa marhawa

main to sharmai, main to ghabrai 

bhag ke chali aai tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

yaha kayamttulla, waha hain shaamattulla 

saamne aafattulla 

jaau kaha main tauba tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba 

ya ilaahi tauba tauba

Explore this song