Roman script

chale aao ji mujhe tumse mohabbat hai

chale aao chale aao

chale aao ji mujhe tumse mohabbat hai

mujhe tumse o mujhe tumse

o mujhe tumse mohabbat hai

chale aao chale aao

chale aao ji mujhe tumse mohabbat hai

kasam ganga ke pani ki

kasam hai zindgani ki

kasam hai zindgani ki

aji ye zindgani kya

aji ye zindgani kya

kasam apni jawani ki

kasam apni jawani ki

mujhe tum jaan se pyare ho

mujhe tum jaan se pyare ho

mujhe tumse mohabbat hai

chale aao chale aao

chale aao chale aao ji

mujhe tumse mohabbat hai

kasam tumhe sitaro ki

kasam tumko baharo ki

kasam tumko baharo ki

ho sunau phir wahi bate

sunau phir wahi bate

jo sun sun ke ye kahte hai

jo sun sun ke ye kahte hai

main tum par jaan deta hu

main tum par jaan deta hu

mujhe tumse mohabbat hai

chale aao chale aao chale aao

chale aao ji mujhe tumse mohabbat hai

mujhe tumse o mujhe tumse

o mujhe tumse mohabbat hai

chale aao chale aao

chale aao ji mujhe tumse mohabbat hai

Explore this song