Roman script

makhtool jigar, ya baba qaatil hai nazar, ya baba

ek mahejabin, ya baba ek noor-e-nabi, ya baba

rab ki rubaai, ya baba ya hai tabahi, ya baba

gardan surahi, ya baba boli ilaahi, ya baba

afghan jalebi, mashooq farebi

ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah

bandook dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

afghan jalebi, mashooq farebi

ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

o dekh darazi, wallah banda namazi, wallah

khel ke baazi, wallah khaamakha

ab thehra na kisi kaam ka, wallah wallah

mir ka koi, wallah shair suna ke, wallah

ghoont laga ke, wallah jaam ka

main raha khan mehaz naam ka

oye lakht-e-jigar, ya baba oye noor-e-nazar, ya baba

ek teer hai tu, ya baba main chaak jigar, ya baba

bandon se nahi to allah se daregi

waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah

bhai wah bhai wah bhai

rafa dafa loot gayi fitna farebi

wo meri fitna farebi, wo meri fitna farebi

dafa dafa tang mujhe kitna karegi

o meri fitna farebi aaye haaye fitna farebi

rafa dafa loot gayi fitna farebi

wo meri fitna farebi, wo meri fitna farebi

dafa dafa tang mujhe kitna karegi

o meri fitna farebi aaye haaye fitna farebi

gul-e-gulzar, ya baba mere sarkar, ya baba

bada manshoor, ya baba tera rukhsaar, ya baba

haaye shamsheer nigahein chabuk si adayein

nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah

bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

Explore this song