Roman script

salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba

teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba

jara main pyaar kar loon, jara deedaar kar loon

nashile hai mere sapne, nashe mein tu

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

meri tamanna ke mere khayaalon ke 

laaakhon deewaane bane hain

meri mohabbat ke meri jawaani ke 

laakhon fasaane bane hain

meri tamanna ke mere khayaalon ke 

laaakhon deewaane bane hain

meri mohabbat ke meri jawaani ke 

laakhon fasaane bane hain

koyi bhi mujhsa yahaan kahaan

ye baat jaan le o jaan-e-jaana

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

raaste hai kahaan mere, manjile hai kahaan meri

ja rahein hai kadam kahaan

na mujhe hai khabar koyi na hai pata

i luv u when u moving to the groove

and you dance now baby 

chaahu jise chaahu usake kareeb aau

aake nazar mein basa lu

yun hi andhere mein baaho ke ghere mein

chori se dil ko chura lu

chaahu jise chaahu usake kareeb aau

aake nazar mein basaa lu

yun hi andhere mein baahon ke ghere mein

chori se dil ko chura lu

main hasin ehsaas hoon sanam

jo kabhi na bujhe woh pyaas hoon

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baaba

teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba

jara main pyaar kar loon, jara deedaar kar loon

nashile hai mere sapne, nashe mein tu

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

ya baaba feel the beat now

ya baaba feel the heat now

ya baaba feel the beat now, ya baaba ya baaba

Explore this song