Roman script

wo rulakar hans na paya der tak

wo rulakar hans na paya der tak

jab main rokar muskuraaya der tak

wo rulakar hans na paya der tak

bhulna chaaha agar usko kabhi

bhulna chaaha agar usko kabhi

aur bhi wo yaad aaya der tak

wo rulakar hans na paya der tak

bhukhe bacchon ki tasalli ke liye

bhukhe bacchon ki tasalli ke liye

maa ne phir paani pakaya der tak

maa ne phir paani pakaya der tak

wo rulakar hans na paya der tak

gungunata jaa raha tha ik fakeer

gungunata jaa raha tha ik fakeer

dhoop rehti hai na saaya der tak

dhoop rehti hai na saaya der tak

wo rulakar hans na paya der tak

jab main rokar muskuraaya der tak

wo rulakar hans na paya der tak

Explore this song