Roman script

wo nahi mila to malaal kya

wo nahi mila to malaal kya

jo gujar gaya, so gujar gaya

wo nahi mila to malaal kya

jo gujar gaya, so gujar gaya

use yaad karke na dil dukha

use yaad karke na dil dukha

jo gujar gaya, so gujar gaya

wo nahi mila to malaal kya

jo gujar gaya, so gujar gaya

na gila kiya, na khafa huye 

yunhi raastein mein juda huye

na gila kiya, na khafa huye 

yunhi raastein mein juda huye

yunhi raastein mein juda huye

na tu bewafa, na main bewafa

na tu bewafa, na main bewafa

jo gujar gaya, so gujar gaya

use yaad karke na dil dukha

use yaad karke na dil dukha

jo gujar gaya, so gujar gaya

tujhe aitbaar o yakeen nahi

nahi duniya, itni buri nahi

tujhe aitbaar o yakeen nahi

nahi duniya, itni buri nahi

na malaal kar, mere saath aa

na malaal kar, mere saath aa

jo gujar gaya, so gujar gaya

wo wafaye thi, ke jafaye thi

ye na soch, kiski khataye thi

wo wafaye thi, ke jafaye thi

ye na soch, kiski khataye thi

ye na soch, kiski khataye thi

wo tera hai, usko gale laga

wo tera hai, usko gale laga

jo gujar gaya, so gujar gaya

wo nahi mila to malaal kya 

jo gujar gaya, so gujar gaya

use yaad karke na dil dukha

use yaad karke na dil dukha

jo gujar gaya, so gujar gaya

wo nahi mila to malaal kya 

jo gujar gaya, so gujar gaya

jo gujar gaya, so gujar gaya

Explore this song