Roman script

woh mujhe yaad aya

woh mujhe yaad aya

jitna bhee main nay uss ko bhulaya

jitna bhee main nay uss ko bhulaya

wo mujhe yaad ayaaaaaaaaaa

bholi surat,jhotee batain

roog banee hain wo mulaqatain

kab chorain gee daman maira

beetay din or beeteen ratain

yadain ban jayayin saya

wo mujhe yaad aya

bhool ja ay dil uss bewafa ko

bhool ja ay dil uss bewafa ko

wo tou aik bay aanch dhuaan tha

uss kay dil main pyar kahan tha

tou nay aik bay dard kee khatir

tou nay aik baydard kee khatir

apna qarar gawaya

wou mujhe yaad aya

Explore this song