Roman script

mohabbat ke zamane nigahon ke fasane 
mohabbat ke zamane nigahon ke fasane 
na bhule hai na bhulenge na bhulenge 
mohabbat ke zamane nigahon ke fasane 
na bhulna hai tera haay andaaz tera 
tere nagme sunata hai tere nagme sunata hai 
ye dil ka saaj mera ye dil ka saaj mera 
sune kya tune mere kabhi dil ke tarane 
sune kya tune mere kabhi dil ke tarane 
na bhule hai na bhulenge na bhulenge 
mohabbat ke zamane nigahon ke fasane 
wo tera muskurana wo mera dil churana 
judaai deke mujhko wo judaai deke mujhko wo 
tera chupke se jana tera chupke se jana 
abhi hai yaad mujhko wo beete din suhane
na bhule hai na bhulenge na bhulenge 
mohabbat ke zamane nigahon ke fasane 
mohabbat ke zamane nigahon ke fasane

Song details

Song video

Watch on YouTube