Roman script

bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya

bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya

tumne hamko sada khun ke aasu rulaya

aasu rulaya

bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya

nirdhan hai magar phir bhi

bande to hai tere are o ruhe dhanwan 

pade hamko ye ghere hai dosh amiro ke

tujhe taras na aaya taras na aaya

bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya

in unche mahlo se takraun kya mai sar

mujhko na diya tune tinko ka bhi ek ghar

le le ke tera nam bata hamne kya paya

hamne kya paya

bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya

kya bhul gaye humko nahi tum se ho fariyad

kya bhul gaye humko nahi tum se ho fariyad

jiwan jiyu garibo ka kiya barbad 

yu hamko satake tere hath kya aaya

hath kya aaya

bhagwan bata kya hai tera hamne gavaya

bhagwan

Explore this song