Roman script
ho o o wo jab yaad aaye bahut yaad aaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye ghame zindagi ke andhere me hamne chirage muhabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye aahaten jaag uthin raaste hans diye thaam kar dil uthe ham kisi ke liye kayi baar aisa bhi dhokha huaa hai chale aa rahe hain wo nazre jhukaaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye ghame zindagi ke andhere me hamne chirage muhabbat jalaaye bujhaaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye dil sulagne lagaa ashq bahne lage jaane kyaa kyaa hamen log kahne lage magar rote rote hansi aa gayi hai khayaalon me aake wo jab muskuraaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye wo juda kyaa huye zindagi kho gayi shama jalti rahi roshni kho gayi bahut koshishen ki magar dil na bahla kayi saaz chhede kayi geet gaaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye wo jab yaad aaye bahut yaad aaye
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Parasmani (1963)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Asad Bhopali
- Actor: Mahipal
- Actor: Geetanjali
- Actor: Helen
- Actor: Maruti
- Actor: Nalini Chonkar
- Actor: Manhar Desai
- Actor: Jeevan Kala
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Jugal Kishore
- Actor: Uma Dutt
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
actor: Mahipal, Geetanjali