Roman script

wo ashk banake meri 

chashmedar mein rehta hai

wo ashk banke meri 

chashmedar mein rehta hai

ajib shaks hai pani ke 

ghar mein rehata hain

bhuli bisari yado ki 

kirano ko sajakar roye hai

bhuli bisari yado ki 

kirano ko sajakar roye hai

wo chehara jab yaad aaya 

ham shamma jalakar roye hai

ham shamma jalakar roye hai

sath tumhara kya chhuta tha 

dard se har rishta tuta tha 

sath tumhara kya chhuta tha 

dard se har rishta tuta tha

ye aansu hai khushi ke aansu 

tumko pakar roye hai

tumko pakar roye hai

bhuli bisri yado ki 

kirano ko sajakar roye hai

apai hi majburi thi 

jo honth hamare khul na sake 

apani hi majburi thi 

jo honth hamare khul na sake

jab bhi manga khuda se 

bas hath uthakar roye hai

bas hath uthakar roye hai

bhuli bisari yado ki 

kirano ko sajakar roye hai

yaad hai ab tak shame judayi 

wo palake bhi bhigi thi 

yaad hai ab tak shame judayi 

wo palake bhi bhigi thi

rashid aaj unhi aankho ke 

khwab sajakar roye hai 

bhuli bisari yado ki 

kirano ko sajakar roye hai

wo chehara jab yaad aaya 

ham shamma jalakar roye hai 

ham shamma jalakar roye hai

bhuli bisari yado ki 

kirano ko sajakar roye hai

Explore this song