Roman script
wo ulfat hai ya hai sabab in dono me kahiye janab kaun acha hai kaun jutha hai kaun sacha hai kaun acha hai wo ulfat hai ya hai sabab in dono me kahiye janab kaun acha hai kaun jutha hai kaun sacha hai kaun acha hai wo aag lagane wale ye pyas bujhane wale wo ek najar ka dhokha ye hai nashe ka jhoka wo ek najar ka dhokha ye hai nashe ka jhoka wo pathar hai ye hai gulab in dono me kahiye janab kaun acha hai kaun jutha hai kaun sacha hai kaun acha hai usne kiya diwana isne kiya mastana ilzam hai ye bhi wo bhi badnam hai ye bhi wo bhi ilzam hai ye bhi wo bhi badnam hai ye bhi wo bhi waise to hai dono kharab in dono me kahiye janab kaun acha hai kaun jutha hai kaun sacha hai kaun acha hai wo ulfat hai ya hai sabab in dono me kahiye janab kaun acha hai kaun jutha hai kaun sacha hai kaun acha hai
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Darling Darling (1977)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Dev Anand
- Actor: Zeenat Aman
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Sajjan
- Actor: Mehmood
- Actor: Nadira
- Actor: Dheeraj Kumar
- Actor: Jeevan
- Actor: Durga Khote
- Actor: Helen
- Actor: Birbal
Song video
actor: Dev Anand, Mehmood