Roman script

wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar

jine me kya maza raha maut ka intazaar kar

tujhko khushi se kya garaz gam hai tere nasib me

khushiyo ki aas chhod  de gam ko gale ka haar kar

jine me kya maza raha maut ka intazaar kar

wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar

bhul jaa din bahaar ke dekh na khaab pyaar ke

dil to nisaar kar diya jaan bhi ab nisaar kar

jine me kya maza raha maut ka intazaar kar

wo to chale gaye ai dil yaad se unki pyaar kar

Explore this song