Roman script

wo phul sar chada jo chaman se nikla gaya

izzat use mili jo watan se nikal gaya

ghar ki murgi dal barabar ghar ki murgi dal barabar

koi na puche bat bhi aakar nam jara bhi kuch ho 

dunia aakar gale lagaye ghar ki murgi dal barabar

ghar ki murgi dal barabar

kal to hum or the aaj hum or hai

kya se kya ho gaya aag me daur hai

kal to hum or the aaj hum or hai

kya se kya ho gaya aag me daur hai

ye watan bhi mera meharba ho gaya

ye watan bhi mera meharba ho gaya

ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya

ghar ki murgi dal barabar ghar ki murgi dal barabar

kya kahu majra har sanam hai fida

ban gayi dosti dusmani ye ada

kya kahu majra har sanam hai fida

ban gayi dosti dusmani ye ada

jo kabhi dur tha paas wo aa gaya

jo kabhi dur tha paas wo aa gaya

aa gaya aa gaya aa gaya ghar ki murgi dal barabar

ghar ki murgi dal barabar

ha wohi to bada jo badal de jaha

na mile wo jami gir pade aasma

ha wohi to bada jo badal de jaha

na mile wo jami gir pade aasma

mai yaha mai waha har taraf chha gaya

mai yaha mai waha har taraf chha gaya

chha gaya chha gaya chha gaya

ghar ki murgi dal barabar koi na puche bat bhi aakar

nam jara bhi kuch ho ajye dunia aakar gale lagaye

ghar ki murgi dal barabar ghar ki murgi dal barabar

Explore this song