Roman script

kabhi mujhko hasaye, kabhi mujhko rulaye

mujhe kitna satati hai

kabhi mujhko hasaye, kabhi mujhko rulaye

mujhe kitna satati hai

wo ladki bahut yad aati hai

wo ladki bahut yad aati hai

wo ladki bahut yad aati hai

wo ladki bahut yad aati hai

mere sapno me aaye, mere dil ko churaye

mujhe kitna satata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladka bahut yad aata hai

dekha use jab pehli baar ban gaya deewana main

karke anjana ikrar le gayi dil ka chain karar

dekha use jab pehli baar  ban gaya deewana main

karke anjana ikrar le gayi dil ka chain karar

thodi si ghabrayi thi, thodi si sharmayi thi

kitna pyara mukhda hai, wo to chand ka tukda hai

jane kahan chhup jati hai

wo ladki bahut yad aati hai

wo ladki bahut yad aati hai

wo ladki bahut yad aati hai

wo ladki bahut yad aati hai

main to uspe marti hoon, duniya se nahin darti hoon

naam se uske savarti hoon, pal pal aahein bharti hoon

main to uspe marti hoon, duniya se nahin darti hoon

naam se uske savarti hoon, pal pal aahein bharti hoon

maana ke majboori hai, chahat abhi adhoori hai

bas kuch din ki doori hai, milna bahut zarori hai

kya kya dard jagata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladka bahut yad aata hai

kabhi mujhko hasaye, kabhi mujhko rulaye

mujhe kitna satati hai, mere sapno mein aaye

mere dil ko churaye, mujhe kitna satata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladka bahut yad aata hai

wo ladki bahut yad aati hai

wo ladki bahut yad aati hai

Explore this song