Roman script

ye daulat bhi shohrat bhi bhale chhin mujhse meri jawani 

magar mujhko lauta de bachpan ka sawan

wo kagaz ki kashti wo barish ka pani

wo kagaz ki kashti wo barish ka pani

muhale ki sabse purani shan

wo bhudhiya jise bache kehte the nani 

o nani ki bato me pariyo ka dera

wo chehre ki jhuriyo me sadiyo ka khera, 

bhulaye nahi bhul sakta hai tu

bhulaye nahi bhul sakta hai tu

wo chhoti si rat wo lambi kahani

wo chhoti si rat wo lambi kahani

kadi dhup me mai ghar se na nikla

wo chidiya wo titliyo ka ghar

wo gudiya ki shadi pe ladna jhagdana

wo jhulo se girna wo girke sambhalna

wo pipal ke chhalo ke pyare se kante

wo pipal ke chhalo ke pyare se kante 

wo tuti huyi churiyo ki nishani

wo kagaz ki kashti wo barish ka pani 

wo kagaz ki kashti wo barish ka pani

wo kagaz ki kashti wo barish ka pani

Explore this song