Roman script

ladies and gentleman, brothers and sisters

hindi me mahilaao aur sajjano, bhaaiyo aur bahano

suno-suno meri baat dhyaan se suno

wo jhutha hai vote na usko dena

wo jhutha hai vote na usko dena

not bhi de to vote na usko dena

ham karte hai sewa, wo khaata hai mewa

ham karte hai sewa, wo khaata hai mewa

tauba, naam na uska lena

wo jhutha hai vote na usko dena, bolo

wo jhutha hai vote na usko dena

ye jo apna leader hai, sher nahi wo gidad hai

chhup ke rishawat khaata hai, roz cinema jaata hai

roz cinema jaata hai

ye jo apna leader hai, sher nahi wo gidad hai

chhup ke rishawat khaata hai, roz cinema jaata hai

achchhaa, haan

choro ka baraati, wo nahi apna saathi

uska saath na dena

wo jhutha hai vote na usko dena

wo jhutha hai vote na usko dena

aamcha hai na tumcha hai, ye maalik ka chamcha hai

ji haan ji haan karta hai, ye paise pe marta hai

ye paise pe marta hai

aamcha hai na tumcha hai, ye maalik ka chamcha hai

ji haan ji haan karta hai, ye paise pe marta hai

are baap re bada chor hai, haan

ye milate hi mauqa de jaayegaa dhokha

phir hamse na kehna

wo jhutha hai vote na usko dena, haan

not bhi de to vote na usko dena

ham karte hai sewa, wo khaata hai mewa

naam na uska lena, haan

wo jhutha hai vote na usko dena

wo jhutha hai vote na usko dena 

are bilkul jhutha hai, kabhi naa dena

pakkaa jhutha hai, bilkul nahi dena

meri baat suniye, haa haa

Explore this song