Roman script

wo ek taraf tanha, udhar sara zamana

wo ek taraf tanha, udhar sara zamana

nazuk si nigaho me hai 

nazuk sa fasana

duniya jise kehte hai, hum to use ye samjhe 

duniya jise kehte hai, hum to use ye samjhe 

ek dard ke dariya se hai, hai tair ke jana

gham apne badal dale, ek dusre se dono

gham apne badal dale, ek dusre se dono

ya apna bana dalo, ya tum mere ho jana

itna na bacho humse, humrah hume le lo

itna na bacho humse, humrah hume le lo

lamba hai safar dekho, kaam aayega diwana

kaam aayega diwana

kaam aayega diwana

Explore this song