Roman script

yaado ke purane album mein

chhupa ke rakhe hai humne wo din

hmm, gullak mein padi chawani si

bacha ke rakkhe hai humne wo din

na kisi manjil ki fikar thi

zindagi jeene ki umar thi

dosti aur dosto se udhaar ke din the

wo din bhi kya din the wo oh wo

wo din bhi kya din the wo oh wo

wo din bhi kya din the wo oh wo

bigde huve insaan the

shaitan ki santaan the

ho lekin brother jo bhi kaho

wo yaar hi to jaan the

college ki kudi se

karne aankhe char ke din the

aaye zindagi mein pehle pehle

pyaar ke din the hey ae

wo din bhi kya din the wo oh wo

wo din bhi kya din the wo oh wo

wo din bhi kya din the wo oh wo

karna mana the kaam jo

humne kiya har kaam wo

hmm, jinki nahi thi permission

sare kiye intezam wo

bedhab harkato ke

bhoot sar pe sawaar ke din the

hadh karne ke yaaron

aar ya fir paar ke din the

wo din bhi kya din the wo oh wo

hmm, kharbujon ko kharbujon ki

mili si sangat ke apne wo din

jeewan pe chadhi jawaani ki

nayi si rangat ke apne wo din

yaad hai filmo ke purane

r d burman ke wo gaane

band ke keyboard ke

aur guitar ke din the

wo din bhi kya din the wo oh wo

wo din bhi kya din the wo oh wo

wo din bhi kya din the wo oh wo

Explore this song