Roman script

yaado ke purane album mein

chhupa ke rakhkhe hai humne wo din

gullak mein badi chavani si

bacha ke rakhe hai humne wo din

na kisi manzil ki fikar thi

zindagi jeene ki umar thi

dosti aur dosto se udhar ke din the

wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

kar na mana the kaam jo

humne kiya har kaam wo

jinki nahi thi permission

saare kiye intezaam woh

bedhab harkata oh ke

bhoot sar pe sawar ke din the

had karne ke yaaro

aar ya phir paar ke din the

wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

wo wo din bhi kya din the

Explore this song