Roman script

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

main tujhko bhul ke zinda rahu

khuda na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

main tujhko bhul ke zinda rahu

khuda na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

wo dil hi kya

pukara tune jo haalat ke andhero se

pukara tune jo haalat ke andhero se

milegi meri wafa tujhko roshni bankar

main jis makamgujrungi leke naam tera

rahega saath tera pyaar zindagi bankar

ye aur baat meri zindagi wafa na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

wo dil hi kya

kisi tarah se hi

wo log bhi to zinda hain

kisi tarah se hi

wo log bhi to zinda hain

jinhone umar gujaari hai bewafi me

tadap ke hijar ki raate gujar hi jaati hain

ye thik hain nahin marta koi judaai mein

khuda kisi ko kisi se magar juda na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

main tujhko bhul ke zinda rahu

khuda na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

main tujhko bhul ke zinda rahu

khuda na kare

wo dil hi kya tere milne ki

jo dua na kare

wo dil hi kya

Explore this song