Roman script

wo aaye wo aaye 
wo aaye hamari gali aaye chupke chupke 
wo aaye hamari gali aaye chupke chupke 
gore naino se gore naino se 
gore naino se naina milaye chupke chupke 
wo aaye hamari gali aaye chupke chupke 
pyari pyari umange nach gaye man me 
pyari pyari umange nach gaye man me 
bhole bhale pakheru ras rachaye van me 
bhole bhale pakheru ras rachaye van me 
peopel ki ghani chanwo me 
tahndi thandi hawon me mehki mehki fizaon me 
mere dil ka mere dil ka 
mere dil ka sawal muskaye chupke chupke
wo aaye hamari gali aaye chupke chupke 
aasha ke sitare laye hai raat suhani 
aasha ke sitare laye hai raat suhani 
naino ke mehal me ruthi hai neendiya rani   
naino ke mehal me ruthi hai neendiya rani 
aankho me khumari hai teri hi intzari hai 
badi bekrari hai 
dil hatho se dil hatho se 
dil hatho se nikla jaye chupke chupke 
wo aaye hamari gali aaye chupke chupke 
gore naino se naina milaye chupke chupke 
wo aaye hamari gali aaye chupke chupke

Song details

Song video

Watch on YouTube