Roman script

wo aaye ghar me humare 

khuda ki kudrat hai

are bhai kabhi hum unko 

are kabhi apne ghar ko dekhte hai

aji ek din ka badshah yu besahara ho gaya

ek din ka badshah yu besahara ho gaya

ek din ka badshah yu besahara ho gaya

jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya

jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya

char din ki chandani nahi nahi nahi 

ek din ki chandani ab andheri rat hai

ek din ka badshah yu phir tumhara saath hai 

kal bade aish se kati hogi 

haye koi motarma mar miti hogi

ho kisi ne taz pahnaya hoga

kisi ne raksh dikhlaya hoga

ruksana hogi phir bhi ha na hogi

to phir sultana hogi

bhai koi na, bhai koi na 

jawani dekh ke gulnaro ki

yaad aayi to hogi yaro ki

lot ke budhu ghar ko aaya hai

ghar bhi apna nahi paraya hai

aji hum jaha pe mil gaye 

wo ghar chaubara ho gaya

hum jaha pe mil gaye 

wo ghar chaubara ho gaya

ek din ka badshah yu besahara ho gaya

jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya

are suna hai ek bandar ko mila tha ustara 

ek din ustara, ek din ustara, ek din

nakal usne jo ki hajamat ki to kat gayi gardan

kat gayi gardan, kat gayi gardan, kat gayi gardan

suna tha ek zahil ko mila tha chandi ka ek lota

wo pani pi pi ke usme hua bahut mota, bamb tha

chalo achha hai khuda nakhun nahi deta haye

nakhun nahi deta

nakhun nahi deta

nakhun nahi deta

nakhun nahi deta

nahi to khuja kar wo ganja 

laal kar leta, laal kar leta

aji taaz sar se uth gaya to sar aawara ho gaya

taz sar se uth gaya to sar aawara ho gaya

ek din ka badshah yu besahara ho gaya

jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya

afsana sun le pyare ye daagdaar ka

har haal me nibhaya maine sath yaar ka

machharo ne yu raat kaata haaye

khatmalo ne yu khun chata haye

jaise aapas ki dushmani ho kahi

jaise apna kahi khuda hi nahi

aaj tumko bhi ye tadpayenge 

raat bhar tumpe sitam dhayenge

nind tumko bhi nahi aayegi

raat bhar nani yaad aaayegi

jaise ki vaisi hi bharo tum bhi

ab hawalat me maro tum bhi

jalo tum sado tum

o are raat bhar me dekh

kya naksha hamara ho gaya

rat bhaar me dekh

kya naksha hamara ho gaya

jaise ek shadishuda phir se kawara ho gaya

ek din ka badshah yu besahara ho gaya

jaise ek shadishuda phir se kawara

phir se kawara, phir se kawara 

phir se kawara, phir se kawara, phir se kawara 

phir se kawara, phir se kawara, phir se kawara

Explore this song