Roman script

wo aaye bahare laye baji shahanai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai 

wo aaye bahare laye baji shahanai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai 

jiya laharaye nazar sharmaye

nasha saa ang ang me dole ho dole

kisi ko paa ke tamna jaage

kisi ko dekh ke naina bole ho bole

wo nikala chand chandani chaai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai 

wo aaye bahare laye baji shahanai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai 

gagan pe naach rahe hai taare

chaman me jhum rahi hai kaliyan ho kaliyan

bahut din baad hui aabad

ye mere pyar ki suni galiyan ho galiyan

mera dil lene laga angdaai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai 

wo aaye bahare laye baji shahanai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai 

fizaan me rang hai dil ke sang

umage khel rahi hai holi ho holi

kisi ne ek nazar me bhar di

hamare aramano ki jholi ho jholi

jawani ghunghat me sharamai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai 

wo aaye bahare laye baji shahanai

rut piya milan ki aai

ho rut piya milan ki aai

Explore this song