Roman script

hullar macha hai dekho dekho yaha 

dekhega isko aaj saara jaha

aa jayenge saare veer ye kaha

lagta ke, border ke katenge taar taar

war chhod  na yaar, war all bekaar

war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

war chhod  na yaar, war all bekaar

war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

dil se sabhi ne pukara, hum kare ye manmani

jang pal me hai pal bhar me hai mil

Samjha hai kyun isko bachcho ka khel

yu to isse ban jaaye har ek ki rail

isko to padti hai yaha sabki maar maar

war chhod  na yaar, war all bekaar

war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

war chhod  na yaar, war all bekaar

war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

baad mein hoga iska malaal, Khoon hota hai sabka hi laal

Kyun banate ho ulta sawaal, jeet kisiki kisiki ho haar haar

war chhod  na yaar, war chhod  na yaar, war chhod  na yaar

war chhod  na yaar, war chhod  na yaar

war all bekaar, war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

war chhod  na yaar, war all bekaar

war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

garm hote kabhi thande hai ye, raajneeti ke hathkande hai ye

garm hote kabhi thande hai ye, raajneeti ke hathkande hai ye

jo ladaate hai mustande hai ye, inpe naa karna kabhi aitbaar war

war chhod  na yaar, war chhod  na yaar

war all bekaar, war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

war chhod  na yaar, war all bekaar

war kyun hai taiyyar, war samjho naa yaar

Explore this song