Roman script

waqt ko bhala kisse yari hai aaj teri to kal uski bari hai 

bhag kar waqt se tu kaha jayega waqt ki har ghadi 

tujhpe vari hai tujhpe vari hai 

chahe choli badal chahe chehre badal 

apne charo taraf ke tu pahre badal 

sochta hai agar baat ban jayegi tujhme aur waqt me 

kaisi than jayegi 

bhag kar waqt se tu kaha jayega waqt ki har ghadi

tujhpe vari hai tujhpe vari hai 

waqt ko bhala kisse yari hai aaj teri to kal uski bari hai 

waqt ke dhare jo bhi mode yaha 

waqt chode nahi uska namo nisha 

waqt ke dhare jo bhi mode yaha 

waqt chode nahi uska namo nisha 

waqt saya tera waqt aaya tera 

hans ke kah de jamane se tu alvida 

bhag kar waqt se tu kaha jayega waqt ki har ghadi 

tujhpe vari hai tujhpe vari hai 

waqt ko bhala kisse yari hai aaj teri to kal uski bari hai

Explore this song