Roman script

waqt se waqt ki, kya shikayat kare 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai 

waqt se waqt ki, kya shikayat kare 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai 

usne dekha mujhe, usne chaha mujhe 

usne tukra diya, waqt ki baat hai 

waqt se waqt ki, kya shikayat kare 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai 

koi mushkil padi, koi kaam aa gaya 

jehen me uske jo mere naam aa gaya 

koi mushkil padi, koi kaam aa gaya 

jehen me uske jo mere naam aa gaya 

jehen me uske jo mere naam aa gaya 

baat muddat ke wo, dosto ki tarah 

hamse hanskar mila, waqt ki baat hain 

waqt se waqt ki, kya shikayat kare 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai 

zindagi hamse anjaan to ho gayi 

ek rishte ki pahchaan to ho gayi 

zindagi hamse anjaan to ho gayi 

ek rishte ki pahchaan to ho gayi 

zindagi hamse anjaan to ho gayi 

ek rishte ki pahchaan to ho gayi 

ek rishte ki pahchaan to ho gayi 

koi chahat na thi bas muddabat thi wo 

khud ko samjha liye, waqt ki baat hain 

waqt se waqt ki, kya shikayat kare 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai 

apan range mohabbat hain sabse juda 

koi puchhe to rashid kahu aur kya 

apan range mohabbat hain sabse juda 

koi puchhe to rashid kahu aur kya 

koi puchhe to rashid kahu aur kya 

jisko paya nahi, usko kho kar bhi main 

kyun usi ka raha waqt ki baat hain

waqt se waqt ki, kya shikayat kare 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai 

usne dekha mujhe, usne chaha mujhe 

usne tukra diya, waqt ki baat hai 

waqt se waqt ki, kya shikayat kare 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai 

waqt hi na raha, waqt ki baat hai

Explore this song