Roman script

he kudrat ne kundali me jo likha hai wo

chahe jo ho jaye na fail hoga

he dakhin ka makhan khake dulha aa gaya

kudari murgi se mel hoga

takdir ne dekho hai aankh mari re, atrang ye milan bada hai

wakda re wakda, jo dekha na kabhi bhochakka hai sabhi

wakda re wakda, aakda hai ye jara 

wakda re wakda, jo dekha na kabhi bochakka hai sabhi

wakda re wakda, he aakda hai ye jara wakda

sabhi sage sambhadhiyo ko suswagtam, suswagtam, suswagtam 

rishto ki tuk bandiyo ko suswagtam, suswagtam suswagtam 

ho baaji re shanayi sab jan ko ho badhai re badhai

package me ek pe free, dusri hai sagai re sagai

ye lagan ka sang magan bada hai

wakda re wakda, jo dekha na kabhi bhochakka hai sabhi

wakda re wakda, he aakda hai ye jara 

wakda re wakda, jo dekha na kabhi bochakka hai sabhi

wakda re wakda, he aakda hai ye jara wakda

wakda re wakda, wakda re wakda

Explore this song