Roman script

wai wai qurban o meri jaan
wai wai qurban o meri jaan
bado ki izat kaarna choto ko pyar karna 
bado ki izat kaarna choto ko pyar karna 
wai wai qurban o meri jaan
wai wai qurban o meri jaan
miya mila hai mujhe bedhangi
biwi mili hai mujhe rang birangi 
miya mila hai mujhe bedhangi
biwi mili hai mujhe rang birangi 
biwi mili hai mujhe rang birangi
kis se shikayat karna kis se takrar karna 
kis se shikayat karna kis se takrar karna 
wai wai qurban o meri jaan
wai wai qurban o meri jaan
mayke gai to yad karoge ji 
shadi karunga to fariyad karoge ji 
mayke gai to mujhe yad karoge
shadi karunga to fariyad karoge 
shadi karunga to fariyad karoge
aisi na harkat karna humse na khar karna
aisi na harkat karna humse na khar karna
bado ki izat kaarna choto ko pyar karna 
bado ki izat kaarna choto ko pyar karna
wai wai qurban o meri jaan
wai wai qurban o meri jaan

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Tuntun