Roman script

wai wai main jal gayi 

ye aag hai ya jawani

wai wai main jal gayi

ye aag hai ya jawani 

aag bujha de pyas bujha de dil dhadka de 

o dilbarjani 

wai wai main jal gayi

main nahi janti kya tera anjaam hoga 

sabke hotho pe lekin tera he naam hoga 

tu rahe ya na rahe tu 

rahegi lekin teri kahani 

wai wai main jal gayi 

ye aag hai ya jawani

wai wai main jal gayi

mere hazaaro diwane maine tujhko chuna hai 

tujhsa aashiq jahan me dekha hai na suna hai 

lekin mere husan se darna 

ishq me karna na beimani 

wai wai main jal gayi 

ye aag hai ya jawani

Explore this song