Roman script

chal beta left chal beta right chal beta left chal beta right

wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right

yaron ka bura haal kabhi left kabhi right

chalta hai kitni shaan se masti me jhumta 

batein hawa se karta hai badal ko chumta

nahkre bhi hain kamal kabhi left kabhi right

yaron ka bura haal kabhi left kabhi right

wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right

yaron ka bura haal kabhi left kabhi right

surat banane wale ne achi banai hai

is par aji janab ka gussa duhigh hai

surat banane wale ne achhi banai hai

is par aji janab ka gussa to high hai

hai gaal laal laal kabhi left kabhi right

hai gaal laal laal kabhi left kabhi right

yaron ka bura haal kabhi left kabhi right

wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right

yaron ka bura hal kabhi left kabhi right

achi nahi hai rah me itni chatak matak

chalna ji dekh bhaal ke kachi hai ye sadak

gir jaye na sambhal kabhi left kabhi right

yaron ka bura haal kabhi left kabhi right

wah wah re teri chaal kabhi left kabhi right

yaron ka bura haal kabhi left kabhi right

Explore this song