Roman script

wo bhola balam kya jane 

wo bhola balam kya jane 

kyun birhan jiwan hoti hai 

kyun birhan jiwan hoti hai 

kyun dasha ye uski hoti hai 

kyun dasha ye uski hoti hai

kyun sama rat bhar roti hai 

kyun sama rat bhar roti hai

kyun sama rat bhar roti hai 

kyun jal jate hai parwane 

kyun jal jate hai parwane 

wo bhola balam kya jane 

wo bhola balam kya jane 

kyun koyal kuk sunati hai 

kyun koyal kuk sunati hai 

kyun pawan ghumati aati hai 

kyun pawan ghumati aati hai 

kyun kali phul ban jati hai 

kyun kali phul ban jati hai 

kyun bulbul gati hai gane 

kyun bulbul gati hai gane 

wo bhola balam kya jane 

wo bhola balam kya jane

Explore this song