Roman script

ik daur woh tha mujhse bhi zyada unko fikar thi meri

kehte the mujhse rukhsat na honge milke dobara kabhi

ab toh gairo se mera haal puchha jaata hai

yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai

when i look into your eyes, baby i am in paradise

we could take you to skies, we can make you and i

when i look into your eyes, baby i am in paradise

we could take you to skies, we can make you and i

meri aashiqui yeh rabb ke hawale

roothe yaar ko bas koi mana le

yaado ki sui dil me gad jaati hai

veeraniya jab had se badh jaati hai

ik daur woh tha mujhse bhi zyada unko fikar thi meri

kehte the mujhse rukhsat na honge milke dobara kabhi

ab toh gairo se mera haal puchha jaata hai

yahi dard-e-dil mere dil ko rulata hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai

kuch baate aisi hoti hai jinko bayaan karna

lafzo me na-mumkin hota hai

jab wafa bewfa hoti hai koi na koi wajah hoti hai

koi na koi wajah hoti hai

kyu faslo me nazdikiya hai, kyu zindagi me tabdiliya

kyu tanha dil yeh mera mujhse kahe

ye silsila bas yunhi chalta rahe

jaane kya hua hai jiski wajah se

manzile juda si lag rahi

anjaani raah pe dil ye kyu khud ko paata hai

yahi dard-e-dil mere dil ko rulaata hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai bewafai bewafai ki hai

wafa ne bewafai

Explore this song