Roman script

wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga

wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga

tumhari mang sitaro se mai saja dunga

wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga

tum aisa phul jisko gulab kahte hai

tum aisa phul jisko gulab kahte hai

tum aisa roop ho hum aaftab kahte hai

tumhare pyar me ye jindagi luta dunga

tumhari mang sitaro se mai saja dunga

wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga

mai apne hath se dulhan tumhe banaunga

mai apne hath se dulhan tumhe banaunga

tumahri mang me sindur bhi sjaunga

ye mera pyar kaha tak hai mai dikha dunga

tumhari mang sitaro se mai saja dunga 

wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga 

wafa ki rah me mar kar tumhe dikha dunga

Explore this song